Zara Samne To Aao Chhaliye Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Zara Samne To Aao Chhaliye Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Zara Samne To Aao Chhaliye Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Zara Samne To Aao Chhaliye lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Janam Janam Ke Phere (1957). Zara Samne To Aao Chhaliye Philosophical soundtrack was composed by S. N. Tripathi with lyrics written by Bharat Vyas.

Aatma ki ye aawaz hai
Zara samne to aao chhaliye
Chhup chhup chhalne
Mein kya raz hai
Yun chhup na
Sakega paramatma
Meri atma ki ye aawaz hai

Zara samne to aao chhaliye
Chhup chhup chhalne
Mein kya raz hai
Yun chhup na
Sakega paramatma
Meri atma ki ye aawaz hai
Zara samne to aao chhaliye

Ham tumhe chahe
Tum nahi chaho
Aisha kabhi na ho sakta
Ham tumhe chahe
Tum nahi chaho
Aisha kabhi na ho sakta
Pita apne balak se bichhud ke
Sukh se kabhi na so sakta
Hame darne ki
Jag me kya bat hai
Jab hath me tihare meri laj hai
Yun chhup na
Sakega paramatma
Meri atma ki ye aawaz hai

bharatlyrics.com

Zara samne to aao chhaliye
Prem ki hai ye aag sajan jo
Idhar uthe aur udhar lage
Prem ki hai ye aag sajan jo
Idhar uthe aur udhar lage
Pyar ka hai ye taar piya jo
Idhar saje aur udhar baje
Teri prit pe bada hame naaz hai
Mere sar ka tu hi re sartaj hai
Yun chhup na
Sakega paramatma
Meri atma ki ye aawaz hai

Zara samne to aao chhaliye
Chhup chhup chhalne
Mein kya raz hai
Yun chhup na
Sakega paramatma
Meri atma ki ye aawaz hai
Zara samne to aao chhaliye.

Zara Samne To Aao Chhaliye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *