Maiya Ke Dware Pe Aane Ki Der Hai Lyrics - Anuradha Paudwal

Maiya Ke Dware Pe Aane Ki Der Hai lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Jai Dakshineshwar Kaali Maa (1996). The music of Maiya Ke Dware Pe Aane Ki Der Hai Devotion track is composed by Aditya Paudwal while the lyrics are penned by Bharat Acharya, Sooraj Ujjaini.

Binati pe dhyan deti charno mein sthan deti
Mamata mai bin maange sachcha vardan deti
Maiya maiya keh ke bula ne ki der hai
Maiya ke dware pe aane ki der hai
Maiya ke dware pe aane ki der hai

Bhavtarni ke bharose naiyya chhod de
Jaane de udhar wo jidhar rukh mod de
Bhavtarni ke bharose naiyya chhod de
Jaane de udhar wo jidhar rukh mod de
Charno pe manka vrat naino ko nichod ke
Sambhav jani maa bachcho ka mann todke
Palko pe aansu sajane ki der hain
Maiya ke dware pe aane ki der hai
Maiya ke dware pe aane ki der hai

bharatlyrics.com

Uss mahamaai ka aanchal tere hath hai
Sab se badi shakti aaj tere saath hai
Uss mahamaai ka aanchal tere hath hai
Sab se badi shakti aaj tere saath hai
Karan hai bhay ka na chinta ki baat hai
Maiya ko bhakto ka dhyan din raat hain
Apni kahani suna ne ki der hai
Maiya ke dware pe aane ki der hai
Maiya ke dware pe aane ki der hai
Binati pe dhyan deti charno mein sthan deti
Mamata mai bin maange sachcha vardan deti
Maiya maiya keh ke bula ne ki der hai
Maiya ke dware pe aane ki der hai
Maiya ke dware pe aane ki der hai
Maiya ke dware pe aane ki der hai
Maiya ke dware pe aane ki der hai.

Maiya Ke Dware Pe Aane Ki Der Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download